Bimar system
๐ชณ
What's on your mind?
Bimar system
City me 24ร7 light rahti hai or gaon me kahne ko 18 ghante ki hoti hai par 8 ghante bhi nahi aati hai light kabhi kabhi aati hai, humesha koi na koi problem rahti hai light me or complaint karne par koi sunta bhi nahi hai, gaon me bhi 24ร7 light honi chahiye or agar light me koi problem aaye to complaint karne par ek time fix hona chahiye or utne time me hi response aana chahiye or problem solve honi chahiye.
Posted 21 May 2026